Showing posts with label Ilzaam Shayari अध्याय. Show all posts

Ilzaam Shayari | इल्जाम शायरी | Famous Ilzaam Shayari | Ilzaam Shayari in Hindi

February 16, 2022


Ilzaam Shayari in Hindi

मेरी तबाही का इल्ज़ाम अब शराब पर हैं
मैं और करता भी क्या तुम पे आ रही थी बात


Meri Tabahi Ka Ilzaam Ab Sharab Par Hain
Main Aur Karta Bhi Kya Tum Pe Aa Rahi Thi Baat

Famous Ilzaam Shayari

Bas Yehi Soch Kar Koi Safai Nahi Di Humne,
Ki Ilzaam Jhuthe Hi Sahi Par Lagaye To Tumne Hain.


बस यही सोच कर कोई सफाई नहीं दी हमने,
कि इल्ज़ाम झूठे ही सही पर लगाये तो तुमने हैं ।


इल्जाम शायरी

Dil Ki Khwahish Ko Naam Kya Dun,
Pyar Ka Use Paigaam Kya Dun,


Is Dil Me Dard Nahin,
Uski Yaadein Hain,
Ab Yaadein Hi Dard De,
To Use Ilzaam Kya Dun.


दिल की ख्वाहिश को नाम क्या दूँ,
प्यार का उसे पैगाम क्या दूँ,


दिल में दर्द नहीं,
उसकी यादें हैं,
अब यादें ही दर्द दे,
तो उसे इल्ज़ाम क्या दूँ।



jhoote ilzaam shayari

तू कहीं भी रहे,
सिर तुम्हारे इल्ज़ाम तो हैं
तुम्हारे हाथों के लकीरों में मेरा नाम तो हैं


Tu Kahin Bhi Rahe,
Sir Tumhare Ilzaam To Hain
Tumhare Hathon Ki Lakeeron Mein Mera Naam To 
Hai



Meri Nazron Ki Taraf Dekh Zamane Par Na Ja,
Ishq Masoom Hai Ilzam Lagane Par Na Ja.


मेरी नजरों की तरफ देख जमानें पर न जा,
इश्क मासूम है इल्जाम लगाने पर न जा।



Adhuri Hasraton Ka Aaj Bhi Ilzaam Hai Tum Par,
Agar Tum Chahte To Yeh Mohabbat Khatm Na Hoti.


अधूरी हसरतो का आज भी इल्ज़ाम है तुम पर,
अगर तुम चाहते तो यह मोहब्बत खत्म न होती।



Khud Na Chhupa Sake Wo Apna Chehra Nakaab Mein,
Bewajah Humari Aankhon Pe Ilzaam Lag Gaya.


खुद न छुपा सके वो अपना चेहरा नकाब में,
बेवजह हमारी आँखों पे इल्ज़ाम लग गया।



इल्ज़ाम लगा देने से बात सच्ची नही हो जाती
दिल पे क्या बीतती हैं किसी से कही नही जाती


Ilzaam Laga Dene Se Baat Sachhi Nahi Ho Jati
Dil Pe Kya Bitti Hain Kisi Se Kahi Nahi Jati



Jis Ke Liye Sab Kuchh Luta Diya Humne,
Wo Kehte Hai Unko Bhula Diya Humne,


Gaye The Hum Unke Aansu Pochne,
Ilzaam De Diya Ki Unko Rula Diya Humne.


जिस के लिए सब कुछ लुटा दिया हमने,
वो कहते हैं उनको भुला दिया हमने,


गए थे हम उनके आँसू पोछने,
इल्ज़ाम दे दिया की उनको रुला दिया हमने।



Udas Zindagi,
Udas Waqt,
Udas Mousam,
Kitni Cheejon Pe Ilzaam Laga Hai 

Tere Na Hone Se.

उदास जिन्दगी,
उदास वक्त,
उदास मौसम,
कितनी चीजो पे इल्जाम लगा है 

तेरे ना होने से।



दिल की ख्वाहिश को नाम क्या दूँ
प्यार का उसे पैगाम क्या दूँ


दिल में दर्द नहीं,
उसकी यादें हैं
अब यादें ही दर्द दे तो उसे इल्ज़ाम क्या दूँ


Dil Ki Khwahish Ko Naam Kya Doon
Pyaar Ka Use Paigam Kya Doon


Dil Mein Dard Nahin,
Uski Yaadein Hain
Ab Yaadein Hi Dard De To Use Ilzaam Kya Doon



Jaan Kar Bhi Wo Mujhe Jaan Na Paye,
Aaj Tak Wo Mujhe Pahchan Na Paye,


Khud Hi Kar Li Bewafai Humne,
Taake Unpar Koi Ilzaam Na Aaye


जान कर भी वो मुझे जान न पाए,
आज तक वो मुझे पहचान न पाए,


खुद ही कर ली वेबफाई हमने,
ताके उन पर कोई इल्ज़ाम न आये ।



हर बार इल्जाम हम पर ही लगाना ठीक नहीं
वफ़ा खुद से नहीं होती खफा हम पर होते हो


Har Baar Ilzaam Ham Par Hi Lagana Theek Nahin
Wafa Khud Se Nahin Hoti Khafa Ham Par Hote Ho



हर इल्ज़ाम का हकदार वो हमें बना जाते हैं
हर खता की सजा वो हमें सुना जाते हैं


और हम हर बार खामोश रह जाते हैं
क्यों कि वो अपने होने का हक जता जाते हैं


Har Ilzaam Ka Haqdar Wo Hamein Bana Jate Hain
Har Khata Ki Saza Wo Hamein Suna Jate Hain


Auur Ham Har Baar Khamosh Rah Jate Hain
Kyonki Wo Apne Hone Ka Haq Jata Jate Hain



दिल पे आये हुए इल्ज़ाम से पहचानते हैं
लोग अब मुझको तेरे नाम से पहचानते हैं


Dil Pe Aaye Hue Ilzaam Se Pehchante Hain
Log Ab Mujhko Tere Naam Se Pehchante Hain



कोई इल्जाम रह गया हो तो वो भी दे दो
पहले भी हम बुरे थे,
अब थोड़े और सही


Koi Ilzaam Rah Gaya Ho To Wo Bhi De Do
Pahle Bhi Ham Bure The,
Ab Thode Aur Sahi



Chirag Jalane Ka Saleeqa Seekho Sahab,
Hawaon Pe Ilzaam Lagane Se Kya Hoga.


चिराग जलाने का सलीका सीखो साहब
हवाओं पे इल्ज़ाम लगाने से क्या होगा।



Be-Bajah Deewar Par Ilzaam Hai Batware Ka,
Kai Log Ek Kamre Me Bhi Alag Rahte Hain.


बेवजह दीवार पर इल्जाम है बंटवारे का,
कई लोग एक कमरे में भी अलग रहते हैं।



तू ने ही लगा दिया इल्ज़ाम-ए-बेवफ़ाई
अदालत भी तेरी थी गवाह भी तू ही थी


Tu Ne Hi Laga Diya Ilzam-E-Bewafai
Adalat Bhi Teri Thi Gawah Bhi Tu Hi Thi



TAG:
shayari, ilzaam shayari, sad shayari, ilzaam, love shayari, ilzam shayari, bewafai ka ilzaam shayari, hindi shayari, #shayari, ilzaam shayri, ilzaam shayari images, ilzaam shayari in urdu, jhoote ilzaam shayari, ilzaam shayari rekhta, ilzaam shayari in hindi, new shayari, ilzam shayari in urdu, urdu shayari, ilzam shayari in hindi, shayari hindi, bewafa ka ilzam shayari, ilzam shayari in english, shayari in hindi, jhute ilzaam

Read More

Ilzaam Shayari, New Ilzaam Shayari in Hindi | ilzaam shayari in hindi

February 16, 2022

New Ilzaam Shayari in Hindi


shayari, ilzaam shayari, sad shayari, ilzaam, love shayari, ilzam shayari, bewafai ka ilzaam shayari, hindi shayari, #shayari, ilzaam shayri, ilzaam shayari images, ilzaam shayari in urdu, jhoote ilzaam shayari, ilzaam shayari rekhta, ilzaam shayari in hindi, new shayari, ilzam shayari in urdu, urdu shayari, ilzam shayari in hindi, shayari hindi, bewafa ka ilzam shayari, ilzam shayari in english, shayari in hindi, jhute ilzaam
मुझे इश्क है बस तुमसे नाम बेवफा मत देना
गैर जान कर मुझे इल्जाम बेवजह मत देना


जो दिया है तुमने वो दर्द हम सह लेंगे मगर
किसी और को अपने प्यार की सजा मत देना


Mujhe Ishq Hai Bas Tumse Naam Bewafa Mat Dena
Gair Jaan Kar Mujhe Ilzaam Bewajah Mat Dena


Jo Diya Hai Tumne Wo Dard Ham Sah Lenge Magar
Kisi Aur Ko Apne Pyar Ki Saza Mat Dena


तुम मेरे लिए कोई इल्जाम न ढूँढ़ो
चाहा था तुम्हे,
यही इल्जाम बहुत है


Tum Mere Liye Koi Ilzaam Na Dhoondho
Chaha Tha Tumhe,
Yahi Ilzaam Bahut Hai


Hans Kar Kabool Kya Kar Li Sajayen Maine,
Jamane Ne Dastur Hi Bana Diya Har Ilzaam Mujh Par Madhne Ka.

हँस कर कबूल क्या कर ली सजाएँ मैंने,
ज़माने ने दस्तूर ही बना लिया हर इलज़ाम मुझ पर मढ़ने का।


ilzaam shayari in hindi

अब भी इल्जाम-ए-मोहब्बत है हमारे सिर पर
अब तो बनती भी नहीं यार हमारी उसकी


Ab Bhi Ilzaam-E-Mohabbat Hai Hamare Sir Par
Ab To Banti Bhi Nahi Yaar Hamari Uski



Har Baar Ilzaam Hum Par Hi Lagana Theek Nahi,
Wafa Khud Se Nahi Hoti Khafa Hum Par Hote Ho.


हर बार इल्ज़ाम हम पर ही लगाना ठीक नहीं,
वफ़ा खुद से नहीं होती खफा हम पर होते हो ।


जिस के लिए सब कुछ लुटा दिया हमने
वो कहते हैं उनको भुला दिया हमने


गए थे हम उनके आँसू पोछने
इल्ज़ाम दे दिया की उनको रुला दिया हमने


Jis Ke Liye Sab Kuchh Luta Diya Hamne
Wo Kahte Hain Unko Bhula Diya Hamne


Gaye The Ham Unke Aansoo Pochhane
Ilzaam De Diya Ki Unko Rula Diya Hamne


Har Baar Hum Par Ilzam Laga Dete Ho Mohabbat Ka,
Kabhi Khud Se Puchha Hai Ke Itne Haseen Kyu Ho?

हर बार हम पर इल्ज़ाम लगा जाते हो मोहब्बत का,
कभी खुद से पूछा है इतने हसीन क्यों हो ।


बेवजह दीवार पर इल्जाम है बंटवारे का
कई लोग एक कमरे में भी अलग रहते हैं


Bewajah Deewar Par Ilzaam Hai Batwaare Ka
Kai Log Ek Kamre Mein Bhi Alag Rahte Hain


झूठे इल्जाम,
मेरी जान,
लगाया ना करो
दिल है नाज़ुक,
इसे तुम ऐसे दुखाया ना करो


Jhuthe Ilzaam,
Meri Jaan,
Lagaya Na Karo
Dil Hai Nazuk,
Ise Tum Aise Dukhaya Na Karo


ilzam shayari in hindi

Bewafai Maine Nahi Ki Hai Mujhe Ilzaam Mat Dena,
Mera Subut Mere Ashq Hain Mera Gawah Mera Dard Hai.


बेवफाई मैंने नहीं की है मुझे इल्ज़ाम मत देना,
मेरा सुबूत मेरे अश्क हैं मेरा गवाह मेरा दर्द है ।


ये मिलावट का दौर हैं “साहब” यहाँ
इल्जाम लगायें जाते हैं तारिफों के लिबास में


Ye Milawat Ka Daur Hain “Sahab” Yahan
Ilzaam Lagayen Jaate Hain Taarifon Ke Libaas Mein


हमारे हर सवाल का सिर्फ़ एक ही जवाब आया
पैगाम जो पहुँचा हम तक बेवफ़ा इल्जाम आया


Hamare Har Sawal Ka Sirf Ek Hi Jawab Aaya
Paigam Jo Pahuncha Ham Tak Bewafa Ilzaam Aaya


हर बार हम पर इल्ज़ाम लगा जाते हो मोहब्बत का
कभी खुद से पूछा है इतने हसीन क्यों हो


Har Baar Ham Par Ilzaam Laga Jate Ho Mohabbat Ka
Kabhi Khud Se Puchha Hai Itane Haseen Kyun Ho


Ye Milabat Ka Daur Hai "Sahab" Yahan,
Ilzaam Lagaye Jate Hain Tareefon Ke Libas Me.


ये मिलावट का दौर हैं "साहब" यहाँ,
इल्जाम लगायें जाते हैं तारिफों के लिबास में।


मेरे दिल की मजबूरी को कोई इल्जाम ना दे
मुझे याद रख बेशक मेरा नाम ना ले


तेरा वहम है की मैंने भुला दिया तुझे
मेरी एक सांस ऐसी नही जो तेरा नाम ना ले


Mere Dil Kim Majboori Ko Koi Ilzaam Na De
Mujhe Yaad Rakh Beshak Mera Naam Na Le

Tera Waham Hai Ki Maine Bhula Diya Tujhe

Meri Ek Saans Aesi Nahi Jo Tera Naam Na Le


मोहब्बत तो दिल से की थी,
दिमाग उसने लगा लिया


दिल तोड़ दिया मेरा उसने और

इल्जाम मुझपर लगा दिया

Mohabbat To Dil Se Ki Thi,
Deemag Use Laga Diya


Dil Tod Diya Mera Usne Aur

Ilzaam Mujh Par Laga Diya


सबको फिक्र है अपने आप को सही साबित करने की
जैसे जिन्दगी नहीं कोई इल्जाम है


Sabko Fikr Hai Apne Aap Ko Sahi Sabit Karne Ki
Jaise Zindagi Nahi Koi Ilzaam Hai


हर इल्जाम का हकदार वो हमे बना जाते है
हर खता कि सजा वो हमे सुना जाते है


हम हर बार खामोश रह जाते है
क्योकी वो अपना होने का हक जता जाते है


Har Ilzaam Ka Haqdaar Wo Hame Bana Jate Hai
Har Khata Ki Saza Wo Hame Suna Jate Hai


Ham Har Baar Khamosh Rah Jate Hai
Kyonki Wo Apne Hone Ka Haq Jata Jate Hain


खुद न छुपा सके वो अपना चेहरा नकाब में
बेवजह हमारी आँखों पे इल्ज़ाम लग गया


Khud Na Chhupa Sake Wo Apna Chehara Naqaab Mein
Bewajah Hamari Aankho Pe Ilzaam Laga Gaya


TAG:
shayari, ilzaam shayari, sad shayari, ilzaam, love shayari, ilzam shayari, bewafai ka ilzaam shayari, hindi shayari, #shayari, ilzaam shayri, ilzaam shayari images, ilzaam shayari in urdu, jhoote ilzaam shayari, ilzaam shayari rekhta, ilzaam shayari in hindi, new shayari, ilzam shayari in urdu, urdu shayari, ilzam shayari in hindi, shayari hindi, bewafa ka ilzam shayari, ilzam shayari in english, shayari in hindi, jhute ilzaam

Read More

इल्ज़ाम शायरी | Ilzaam Shayari | bewafai ka ilzaam shayari

February 16, 2022

इल्ज़ाम शायरी


shayari, ilzaam shayari, sad shayari, ilzaam, love shayari, ilzam shayari, bewafai ka ilzaam shayari, hindi shayari, #shayari, ilzaam shayri, ilzaam shayari images, ilzaam shayari in urdu, jhoote ilzaam shayari, ilzaam shayari rekhta, ilzaam shayari in hindi, new shayari, ilzam shayari in urdu, urdu shayari, ilzam shayari in hindi, shayari hindi, bewafa ka ilzam shayari, ilzam shayari in english, shayari in hindi, jhute ilzaam
Koi Ilzaam Rah Gaya Ho To Wo Bhi De Do,
Pahle Bhi Hum Bure The,
Ab Thode Aur Sahi.


कोई इल्जाम रह गया हो तो वो भी दे दो,
पहले भी हम बुरे थे,
अब थोड़े और सही।


Duniya Ko Hakiqat Ka Meri Pata Kuchh Bhi Nahi,
Ilzaam Hajaro Hain Aur Khata Kuchh Bhi Nahi.


दुनिया को हकीकत का मेरी पता कुछ भी नहीं,
इल्जाम हजारो हैं और खता कुछ भी नहीं।


बेवफाई मैंने नहीं की है मुझे इल्ज़ाम मत देना
मेरा सुबूत मेरे अश्क हैं मेरा गवाह मेरा दर्द है


Bewafai Maine Nahi Ki Hai Mujhe Ilzaam Mat Dena
Mera Saboot Mere Ashq Hain Mera Gawah Mera Dard Hai


हुस्न वालों ने क्या कभी की ख़ता कुछ भी
ये तो हम हैं सर इलज़ाम लिये फिरते हैं


Husn Walon Ne Kya Kabhi Ki Khata Kuchh Bhi
Ye To Hum Hain Sar Ilzaam Liye Firte Hain


Sabko Fikr Hai Apne Aap Ko Sahi Sabit Karne Ki,
Jaise Zindagi Nahin Koi Ilzaam Hai.


सबको फिक्र है अपने आप को सही साबित करने की,
जैसे जिन्दगी नहीं कोई इल्जाम है।


लफ्जों से इतना आशिकाना ठीक नहीं है ज़नाब
किसी के दिल के पार हुए तो इल्जाम क़त्ल का लगेगा


Lafzon Se Itna Aashiqana Theek Nahin Hai Janab
Kisi Ke Dil Ke Paar Hue To Ilzaam Qatl Ka Lagega


bewafai ka ilzaam shayari

Tu Ne Hi Laga Diya Ilzam-E-Bewafai,
Adalat Bhi Teri Thi Gawaah Bhi Tu Hi Thi.


तू ने ही लगा दिया इल्ज़ाम-ए-बेवफ़ाई,
अदालत भी तेरी थी गवाह भी तू ही थी।


बस यही सोच कर कोई सफाई नहीं दी हमने
कि इल्ज़ाम झूठे ही सही पर लगाये तो तुमने हैं


Ba Syahi Soch Kar Koi Safai Nahi Di Hamne
Ki Ilzaam Jhuthe Hi Sahi Par Lagaye To Tumne Hain


करता हूँ तुमसे मोहब्बत मरने पर इल्जाम होगा
कफ़न उठा के देखना होठों पर तेरा नाम होगा


Karta Hoon Tumse Mohabbat Marne Par Ilzaam Hoga
Kafan Utha Ke Dekhna Hontho Par Tera Naam Hoga


अधूरी हसरतो का आज भी इल्ज़ाम है तुम पर
अगर तुम चाहते तो यह मोहब्बत खत्म न होती


Adhoori Hasrato Ka Aaj Bhi Ilzaam Hai Tum Par
Agar Tum Chahate To Yah Mohabbat Khatm Na Hoti


Lafzon Se Itna Aashiqana Thik Nahi Hai Janab,
Kisi Ke Dil Ke Par Hue To Ilzaam Katal Ka Lagega.


लफ्जों से इतना आशिकाना ठीक नहीं है ज़नाब,
किसी के दिल के पार हुए तो इल्जाम क़त्ल का लगेगा।


हँस कर कबूल क्या कर ली सजाएँ मैंने
ज़माने ने दस्तूर ही बना लिया हर इलज़ाम मुझ पर मढ़ने का


Has Kar Kabool Kya Kar Li Sajayen Maine
Jamane Ne Dastoor Hi Bana Liya Har Ilzam Mujh Par Madhne Ka


चिराग जलाने का सलीका सीखो साहब
हवाओं पे इल्ज़ाम लगाने से क्या होगा


Chiraag Jalane Ka Saleeqa Seekho Saahab
Hawaon Pe Ilzam Lagane Se Kya Hoga


मेरी नजरों की तरफ देख जमानें पर न जा
इश्क मासूम है इल्जाम लगाने पर न जा


Meri Nazaron Ki Taraf Dekh Jamane Par Na Ja
Ishq Masoom Hai Ilzam Lagane Par Na Ja


Har Ilzaam Ka Haqdaar Wo Hame Bana Jate Hai,
Har Khata Ki Sazaa Wo Hame Suna Jate Hai,


Aur Hum Har Bar Khamosh Rah Jate Hai,
Kyun Ki Wo Apne Hone Ka Haq Jata Jate Hai.


हर इल्ज़ाम का हकदार वो हमें बना जाते हैं,
हर खता की सजा वो हमें सुना जाते हैं,


और हम हर बार खामोश रह जाते हैं,
क्यों कि वो अपने होने का हक जता जाते हैं।


दुनिया को हकीकत का मेरी पता कुछ भी नहीं
इल्जाम हजारो हैं और खता कुछ भी नहीं


Duniya Ko Haqeeqat Kameri Pata Kuchh Bhi Nahin
Ilzaam Hazaron Hai Aur Khata Kuchh Bhi 
Nahi


bewafa ka ilzam shayari

बेवफ़ा तो वो ख़ुद हैं,
पर इल्ज़ाम किसी और को देते हैं


पहले नाम था मेरा उनके लबों पर,
अब वो नाम किसी और का लेते हैं


Bewafa To Wo Khud Hain,
Par Ilzaam Kisi Aur Ko Dete Hain


Pahle Naam Tha Mera Unke Labon Par,
Ab Wo Naam Kisi Aur Ka Lete Hain


जान कर भी वो मुझे जान न पाए
आज तक वो मुझे पहचान न पाए


खुद ही कर ली वेबफाई हमने
ताके उन पर कोई इल्ज़ाम न आये


Jaan Kar Bhi Wo Mujhe Jaan Na Paye
Aaj Tak Wo Mujhe Pehchan Na Paye


Khud Hi Kar Li Bewafai Hamne
Yaqi Unpar Koi Ilzaam Na Aaye


इल्जाम जो तुमने दिए,
साथ लिए फिरता हूँ सदा


खिताब जो मिले दुनिया से,
अलमारी में कैद है


Ilzaam Jo Tumne Diye,
Saath Liye Phirta Hoon Sada


Khitab Jo Mile Duniya Se,
Almari Mein Qaid Hai


ये हुस्न तेरा ये इश्क़ मेरा
रंगीन तो है बदनाम सही


मुझ पर तो कई इल्ज़ाम लगे
तुझ पर भी कोई इल्ज़ाम सही


Ye Husn Tera Ye Ishq Mera
Rangeen To Hai Badnaam Sahi


Mujh Par To Kai Ilzaam Lage
Tujh Par Bhi Koi Ilzaam Sahi


TAG:
shayari, ilzaam shayari, sad shayari, ilzaam, love shayari, ilzam shayari, bewafai ka ilzaam shayari, hindi shayari, #shayari, ilzaam shayri, ilzaam shayari images, ilzaam shayari in urdu, jhoote ilzaam shayari, ilzaam shayari rekhta, ilzaam shayari in hindi, new shayari, ilzam shayari in urdu, urdu shayari, ilzam shayari in hindi, shayari hindi, bewafa ka ilzam shayari, ilzam shayari in english, shayari in hindi, jhute ilzaam

Read More