Showing posts with label माँ की ममता पर शायरी. Show all posts

माँ की ममता पर शायरी - Maa Shayari, माँ शायरी | maa par shayari | maa par shayari image

November 14, 2019

माँ की ममता पर शायरी

maa shayari, shayari, maa, munawwar rana maa shayari, hindi shayari, mother shayari, maa ki mamta shayari, maa per shayari, maa sad shayari, maa par shayari, munawwar rana shayari, maa urdu shayari, shayari status, maa ki yaad shayari, maa shayari 2 lines, sad shayari maa, maa baap par shayari, maa shayari in hindi, maa par sher o shayari, maa par shayari video, maa par shayari image, maa urdu shayri
यूं ही नहीं गूंजती किल्कारीयां‬ घर आँगन‬ के हर कोने में
जान ‎हथेली‬ पर रखनी‪ पड़ती है ‘माँ’ को ‘‪माँ‬’ होने में

Yun Hi Nahi Gunjti Kilkariyan Ghar Aangan Ke Har Kone Mein
Jaan Hatheli Par Rakhni Padti Hai Maa Ko Maa Hone Mein

Maa Shayari

maa shayari, shayari, maa, munawwar rana maa shayari, hindi shayari, mother shayari, maa ki mamta shayari, maa per shayari, maa sad shayari, maa par shayari, munawwar rana shayari, maa urdu shayari, shayari status, maa ki yaad shayari, maa shayari 2 lines, sad shayari maa, maa baap par shayari, maa shayari in hindi, maa par sher o shayari, maa par shayari video, maa par shayari image, maa urdu shayri

maa shayari 2 lines

उसकी डांट में भी प्यार नजर आता है,
माँ की याद में दुआ नजर आती है।

Usakee Daant Mein Bhi Pyar Najar Aata Hai,
Maan Ki Yaad Mein Dua Nazar Aati Hai.

इस लिए चल न सका कोई भी ख़ंजर मुझ पर
मेरी शह-रग पे मेरी माँ की दुआ रक्खी थी

Isliye Chal Na Saka Koi Bhi Khanjar Mujh Par
Meri Shah-Rag Par Meri Maa Ki Dua Rakhi Thi

माँ शायरी

maa shayari, shayari, maa, munawwar rana maa shayari, hindi shayari, mother shayari, maa ki mamta shayari, maa per shayari, maa sad shayari, maa par shayari, munawwar rana shayari, maa urdu shayari, shayari status, maa ki yaad shayari, maa shayari 2 lines, sad shayari maa, maa baap par shayari, maa shayari in hindi, maa par sher o shayari, maa par shayari video, maa par shayari image, maa urdu shayri

munawwar rana shayari

तेरी डिब्बे की वो दो रोटिया कही बिकती नहीं
माँ,
महंगे होटलों में आज भी भूख मिटती नहीं

Tei Dibbe Ki Wo Do Rotiyan Kahi Bikti Nahi
Maa,
Mahnge Hotalon Mein Aaj Bhi Bhookh Mitati Nahi

गिन लेती है दिन बगैर मेरे गुजारें हैं कितने
भला कैसे कह दूं कि माँ अनपढ़ है मेरी

Gin Leti Hai Din Bagair Mere Gujaar Hai Kitane
Bhala Kaise Kah Doon Ki Maa Anpadh Hai Meri

जिसके होने से मैं खुद को मुक्कम्मल मानता हूँ,
में खुदा से पहले मेरी माँ को जानता हूँ।

Jiske Hone Se Main Khud Ko Mukammal Maanta Hoon,
Mein Khuda Se Pahle Meri Maa Ko Jaanta Hoon.

बर्तन माज कर माँ चार बेटो को पाल लेती है,
लेकिन चार बेटो से माँ को दो वक्त की रोटी नही दी जाती।

Bartan Maaj Kar Maan Chaar Beto Ko Paal Leti Hai,
Lekin Chaar Beto Se Maa Ko Do Waqt Ki Roti Nahi Dee Jaatee.

जिस के होने से मैं खुदको मुक्कम्मल मानता हूँ
मेरे रब के बाद मैं बस अपनी माँ को जानता हूँ

Jis Ke Hone Se Main Khud Ko Mukammal Maanta Hoon
Mere Rab Ke Baad Mein Bas Apni Maa Ko Jaanta Hoon

आँखों से माँगने लगे पानी वज़ू का हम
काग़ज़ पे जब भी देख लिया माँ लिखा हुआ

Aankhon Se Mmangane Lage Paani Wajoo Ka Ham
Kaagaz Pe Jab Bhi Dekh Liya Maa Likha Hua

माँ तेरी याद सताती है मेरे पास आ जाओ
थक गया हूँ मुझे अपने आँचल में सुलाओ

उँगलियाँ फेर कर बालों में मेरे
एक बार फिर से बचपन की लोरियाँ सुनाओ

Maa Teri Yaad Satati Hai Mere Paas Aa Jaao
Thak Gaya Hoon Mujhe Apne Aanchal Mein Sulaao

Ungliyan Pher Kar Baalon Mein Mere

Ek Baar Phir Se Bachpan Ki Loriyan Sunaaon

किताबों से निकल कर तितलियाँ ग़ज़लें सुनाती हैं
टिफ़िन रखती है मेरी माँ तो बस्ता मुस्कुराता है

कदम जब चूम ले मंज़िल तो जज़्बा मुस्कुराता है
दुआ लेकर चलो माँ की तो रस्ता मुस्कुराता है

Kitaabon Se Nikal Kar Titaliyan Gazalein Sunati Hai
Tiffin Rakhti Hai Meri Maa To Basta Muskurata Hai

Kadam Jab Choom Le Manzil To Jajba Muskurata Hai
Dua Lekar Chalo Maa Ki To Rasta Muskuraata Hai

बहुत बेचैन हो जाता है जब कभी दिल मेरा
मैं अपने पर्स में रखी अपनी माँ की तस्वीर को देख लेता हूँ

Bahut Bechain Ho Jaata Hai Jab Kabhi Dil Mera
Main Apne Pars Mein Rakhi Apni Maa Ki Tasveer Ko Dekh Leta Hoon

मैं रोया परदेस में भीगा माँ का प्यार
दुख ने दुख से बात की बिन चिट्ठी बिन तार

Main Roya Pardes Mein Bheega Maa Ka Pyaar
Dukh Ne Dukh Se Baat Ki Bin Chitthi Bin Taar

जब नींद नहीं आती,
तब मां की लोरी याद आती है।

Jab Neend Nahi Aati,
Tab Maan Kee Loree Yaad Aati Hai.

maa shayari, shayari, maa, munawwar rana maa shayari, hindi shayari, mother shayari, maa ki mamta shayari, maa per shayari, maa sad shayari, maa par shayari, munawwar rana shayari, maa urdu shayari, shayari status, maa ki yaad shayari, maa shayari 2 lines, sad shayari maa, maa baap par shayari, maa shayari in hindi, maa par sher o shayari, maa par shayari video, maa par shayari image, maa urdu shayri

ऊपर जिसका अंत नहीं उसे ‘आसमां’ कहते हैं
इस जहाँ में जिसका अंत नहीं उसे ‘माँ’ कहते हैं

Upar Jiska Ant Nahi Use Aasmaan Kehate Hai
Is Jahan Mein Jiska Ant Nahi Use Maa Kahte Hain

हजारो फूल चाहिए एक माला बनाने के लिए
हजारों दीपक चाहिए एक आरती सजाने के लिए

हजारों बून्द चाहिए समुद्र बनाने के लिए
पर “माँ “अकेली ही काफी है
बच्चो की जिन्दगी को स्वर्ग बनाने के लिए

Hazaaro Phool Chahiye Ek Maalaa Banane Ke Liye
Hazaaro Deepak Chaahiye Ek Aarti Sajaane Ke Liye

Hazaaro Bund Chaahie Samudr Banaane Ke Liye
Par Maa Akeli Hi Kaafi Hai
Baccho Ki Zindagi Ko Swarg Banane Ke Liye

TAG:

Read More